Eid khushi aur musarrat ka waqt hai, hamaray paas mojood tamam cheezon ke liye shukar guzaar honay ka waqt hai. lekin kuch logon ke liye yeh udasi aur tanhai ka waqt bhi hai. Aj ke iss article mein main kosh dukhi (sad) Shayari/Poetry share kar raha un logon jo is Eid par bhi udas hai, Aur yeh Shayari Pyaar mein dhoka khany ya apne chahne vale se bichar jane valu ke liye hai. Mujhe umeed hai apko yeh Shayari bohat pasand aye gi, Agar apko Poetry Pasand aye tu isse apne chahne valu ke sath zoror share kare.
Eid Sad Poetry:
"Uss ne se Kaha eid manao ge
Main ne Kaha kaya tum ao ge"
" اس نے سے کہا عید مناؤں گےمیں نے کہا کیا تم آؤ گے "
"Uss Se milna usse eid Mubarak kehna
Yeh bhi kehna me meri eid Mubarak kar de"
" اس سے ملنا اسے عید مبارک کہنا
یہ بھی کہنا میں میری عید مبارک کر دے "
"Hum na manaye ge eid ai hai
Ap aty tu eid bhi ati"
"ہم نا منائے گے عید آئی ہےآپ آتے تو عید بھی آتی"
"Tere bicharney ke baad teri kasam
Hum eid manate hi nahi"
"تیرے بچھڑنے كے بعد تیری قسمہم عید مناتے ہی نہیں"
"Rothne vale agar ijazat ho tu
Eid ke roz manane a jao"
"روٹھنے والی اگر اِجازَت ہو توعید كے روز منانے آ جاؤ"
"Har bar ki Tarah na jane kyu
Is Eid pe bhi tujhy hi dekhne Ki khuwahish hai"
"ہر بار کی طرح نا جانے کیوںاِس عید پہ بھی تجھے ہی دیکھنے کی خواہش ہے"
"Ankh jab tum ko hi na paye gi
Tu eid kese manayi jaye gi"
"آنکھ جب تم کو ہی نا پائے گیتو عید کیسے منائی جائے گی'
"Jin Raho se tum guzro
In raho ko eid Mubarak"
"جن رہو سے تم گزروان راہوں کو عید مبارک"
"Khuda kare tumhe yeH eid raas a Jaye
Tum Jis ko chaho wo tumhre pass a Jaye"
"خدا کرے تمہیں یہ عید راس آ جائےتم جس کو چاہو وہ تھمارے پاس آ جائے"
"Har eid pe ho jata hai naraz
Main eid manao ya yaar"
"ہر عید پہ ہو جاتا ہے ناراضمیں عید مناؤں یا یار"
Comments
Post a Comment